Delhi 6 | Hindilast updated : 03-01-2010Category : Lyrics > HindiYear : 2009
Notes
Got more? Share Here as comment and help rahmanism :)
Delhi 6 | Hindi - Lyrics
(Thanks to Nishant Garg | ΛήэєsЧ | Niraj Bengani )Song : Masakali | Mohit Chauhan
(Humming Vocals)
Aye masakali masakali, ud matakali matakali,
Aye masakali masakali, ud matakali matakali.
Aye masakali masa masakali, ud matakali matakali,
Masakali masakali, ud matakali matakali.
Zara pankh jhatak, gayi dhool atak aur lachak machak ke door bhatak.
Ude dagar dagar kasbe khunche nukad basti mein (Yai yai),
Itri se mud, ada se udm karle puri dil ki tamana,
Hawa se jhud, ada se ud, phud phud phud tu hai heera panna re.
Masakali masakali, ud matakali matakali.
Masakali masakali, ud matakali matakali.
Ghar tera saloni, badal ki colony,
Dikhlade thenga in sabko jo udna na jaane.
Udiyo, na dariyo, kar manmaani manmaani man maani,
Bhadiyo, na mudiyonm kar nadaani.
Udiyo, na dariyo, kar manmaani manmaani man maani,
Bhadiyo, na mudiyonm kar nadaani.
Gataan le, muskaan le, keh sanana nanana nana hawa,
Bas thaanle, tu jaanle, keh sanana nanana nanan hawa.
Aye masakali masakali, ud matakali matakali,
Aye masakali masa masakali masakali masakali, ud matak matak matak matak.
(Humming Vocals)
Tujhe kya gum, tera rishta gafan ki baansuri se hain,
Pawan ki guftagu se hain, suraj ki roshni se hain.
Udiyo, na dariyo, kar manmaani manmaani man maani,
Bhadiyo, na mudiyonm kar nadaani.
Udiyo, na dariyo, kar manmaani manmaani man maani,
Bhadiyo, na mudiyonm kar nadaani.
Gataan le, muskaan le, keh sanana nanana nana hawa,
Bas thaanle, tu jaanle, keh sanana nanana nanan hawa.
Masakali masakali, ud matak matak matakali,
Masakali masa masa masakali, matak matak matak matak.
Hahahaha (Laughter)
(Humming Vocals)
Noor | Amitab Bachan
Zareee zarree mein usi ka noor hai
Jhak khud mein woh na tujhse door hai
Ishq hai usse to sab se ishq kar
Ishq hai usse,
To sab se ishq kar
Is ibadat ka Yehi dastoor hai
Is mein us mein aur us mein hai wohi
Is mein us mein aur us mein hai wohi
Yaar mera Har taraf bharpur hai ..
Rehna Tu | A R Rahman, Benny Dayal, Tanvi
Rehna Tu, Hai Jaisa Tu
Thoda sa dard tu, Thoda Sukun
Rehna Tu, Hai Jaisa Tu
Dheema Dheema jhonka, Ya phir junoon
Thoda sa resham, Tu hamdam
Thoda sa khurdura
Kabhi daud jaye, Ya lad jaye
Ya khushboo se bhara
Tujhe badalna na chahoon
Rati bhar bhi sanam
Bina sajawat milawat
Na zyaada na hi kam
Tuhje chaahon, jaisa hai tu
Mujhe teree barish mein beegna hai ghuljana hai
Tujhe chaahon, jaisa hai tu
Mujhe tere lapat mein jalna rakh ho jana hai
Tu zakham de agar
Marham bhi aakar tu lagaaye
Zakham mein bhi mujhko pyaar aaye
Dariya oooo dariya
Doobne de mujhe dariya
Doobne de mujhe dariya
Rehna Tu, Hai Jaisa Tu
Thoda sa dard tu, Thoda Sukun
Rehna Tu, Hai Jaisa Tu
Dheema Dheema jhonka, Ya phir junoon
Haath tham chalna ho
To dono ke daye haath sang kaise
Haath tham chalna ho
To dono ke daye haath sang kaise
Ek daaya hoga, ek baaiya hoga
Tham le, haath yeh thaam le
Chalna hai sang tham le
Rehna Tu, Hai Jaisa Tu
Thoda sa dard tu, Thoda Sukun
Rehna Tu..... Hai Jaisa Tu
Dheema Dheema jhonka, Ya phir junoon
Thoda sa resham, Tu hamdam
Thoda sa khurdura
Kabhi daud jaye, Ya lad jaye
Ya khushboo se bhara
Tujhe badalna na chahoon
Rati bhar bhi sanam
Bina sajawat milawat
Na zyaada na hi kam
Tuhje chaahon, jaisa hai tu
Mujhe teree barish mein beegna hai ghuljana hai
Tujhe chaahon, jaisa hai tu
Mujhe tere lapat mein jalna rakh ho jana hai
Arziyan (Maula Maula) | Javed Ali, Kailash Kher
Arziyan saari Main , chehre pe likh ke Laaya hoon
tumse kya maangoon Main, tum khud hi samajh lo..oooo
Ya Maula.. Maula Maula Mere maula..
Maulaaaaa...
Maula Maula Maulaa Mere Maula...-2
Maula Maula Maulaa Maula... -2
Darare Darare Hai Mathey Pe Maula
Marammat Muqaddar ki kardo Maula
Mere Maula....
Tere dar pe jhuka hun mitha hun Bana hun -2
Marammat Muqaddar ki kardo Maula -2
Jo bhi Tere Dar aaya..Jhukne Jo Sar aaya
Mastiyan Peeye Sabko..Jhoomta Nazar aaya.. -2
Pyaas Leke Aaya tha..Dariya Woh bhar Laya..
Noor ki Baarish Main bheegta sa tar aaya..
Noor ki Baarish Main Oooo
Noor ki Baarish Main bheegta sa tar aaya..
Maula Maula Maulaa Mere Maula...-2
Maula Maula Maulaa Maula... -2
Darare Darare Hai Mathey Pe Maula
Marammat Muqaddar ki kardo Maula
Mere Maula....
Jo bhi Tere Dar aaya..Jhukne Jo Sar aaya
Mastiyan Peeye Sabko..Jhoomta Nazar aaya.. -2
Ooo ek khushboo aati thi -2
Main Bhatkta Jaata Tha
Reshmi Si Maaya Thi
Aur Mein Takta Jaata Tha
Jab Teri Gali Aayaa, Sach Kabhi Nazar Aayaa -2
Mujhme Hi woh Khushboo Thi, Jise Tune Milwaaya
Maula Maula Maulaa Mere Maula...-2
Maula Maula Maulaa Maula... -2
Darare Darare Hai Mathey Pe Maula
Marammat Muqaddar ki kardo Maula
Mere Maula....
Tootke Bhikharna Mujhko, Zaroor Aata hai -2
Varna Ibaadatwaala Shaur Aata Hai
Sajde Mein Rehne Do Ab Kahin Na Jaaongaa -2
Ab Jo Tumne Thukraaya To Sawar Na Paaongaa
Maula Maula Maulaa Mere Maula...-2
Maula Maula Maulaa Maula... -2
Darare Darare Hai Mathey Pe Maula
Marammat Muqaddar ki kardo Maula
Mere Maula....
Sar Udhaake Meine To Kitni Khwahishein Ki Thi
Kitne Khwaab Dekhe The Kitni Koshishein Ki Thi
Jab Tu Roobaroo Aayaa.....
Jab Tu Roobaroo Aayaa, Nazar Na Mila Paayaa
Sar Jhukaa Ke Ek Pal Mein....Oooo
Sar Jhukaa Ke Ek Pal Mein, Maine Kyaa Nahin Paaya
Maula Maula Maulaa Mere Maula...-2
Maula Maula Maulaa Maula... -2
Maula Maula Maulaa Mere Maula...-2 (Mere Maula)
Maula Maula Maulaa Maula... -2 (Mere Maula)
Mora Piya Ghar Aayaa, Mora Piya Ghar Ayaa -6
Maula Maula Maulaa Mere Maula...-2
Maula Maula Maulaa Maula...
Mere Maula Maula Maulaa Maula...
Mere Maula Maula Maulaa Maula...
Mere Maula........
Dil Gira Dafatan | Ash King, Backing Chinmayee
Dil mera Dil mera
Dil Mera Dil Meraaaa
Dil Mera Dil Mera
Aaa aaa
Oo yeah
Dil, Gira kahin par dafatan
Dil, Gira kahin par dafatan
Jane Magar Yeh nayan
Teri Kahmosh zulfon ki gehraiyaan
Hai jahan dil meraa uljha hua hai wohin kho gaya
Tu magar hai bekhabar, hai bekhabar
Dil, Gira Kahin per dafatan
Kyon goonj rahi hai dhadkan…
…Jaane magar Yeh nayan
Sipiyon ki honth se moti chalak rahein hai
Ghazlon ki sohbat mein geet bhi behek rahi hai
Samandar lehron ki lehron ki chadar odh ke so raha hai
Par mein jagu ek khumari ek nasha sa ek nasha sa
Ho raha hai
Tu magar hai bekhabar, hai bekhabar
Dil Gira Kahin per dafatan
Kyon gunj rahi hai dhadkan…
…Jaane magar Yeh nayan
Kushbuon mein lipate mausam
Teri Khamosh zulfon ki gehraiyan
Hai jahan dil meraa uljha hua hai wohin kho gaya
Tu magar hai bekhabar, hai bekhabar
Dil Gira Kahin per dafatan
Kyon gunj rahi hai dhadkan…
…Jaane magar Yeh nayan
Hey Kaala Bandar - Karthik, Naresh, Srinivas, Bony Chakravarthy,Ember Raap
Yeah yeah Okie
Yeah
Okie
Hey kala kala kala bandar
Bahar hai ya andar
Hey kala kala kala bandar
Jo dhundhe sikandar
Its was'nt me I swear
Everybody looking for da monkey out there
Hey Kaala Kaala Kaala bandar
Bahar hai ya andar
Hey Kaala Kaala Kaala bandar
Jo dhundhe sikandar
Its was'nt me I swear
Everybody looking for da monkey out there
Bring da Kaala bandar
Bring da Kaala bandar
Everybody looking for da monkey out there
Aao Hum shisha dekhe
Usme sandesha dekhe
Apna Ghayal Hissa dekhe
Apna asli kissa dekhe
Ghonghat ki gehrai mein
Par Phailai kaun
Jhak Safed Libason mein
Kala sa sach maun hai
Choose le Choose Le choose Le choose Le
Life ki bhaag le
Choose le Choose Le choose Le choose Le
Life ki bhaag le
Thak jhank thak jhank thak jhank
Dil mein bhi jhank le
Its was'nt me I swear
Everybody looking for da monkey out there
Bring da kala bandar
Bring da kala bandar
Everybody looking for da monkey out there
Kasmein to mumfhali
Jab jee chahe hum khaten
Upper se na na kartein
Par thali aage sarkaten
Ek thali ke chatee bateein
Armaan hai hatte katte
Natak yeh natak natak
Band kar do jhooth ka fatak
Choose le Choose Le choose Le choose Le
Life ki bhaag le
Choose le Choose Le choose Le choose Le
Life ki bhaag le
Taak jhank Taak jhank Taak jhank
Dil mein bhi jhank le
---- missing---
Hey Kaala Kaala Kaala bandar
Bahar hai ya andar
Hey Kaala Kaala Kaala bandar
Jo dhundhe sikandar
-----rap----
Saare rit rivaz hata kar
Dekho apne ghar ke anadar
Shyad kahin kisi kone par
Ghoom raha hai Kala bandar
Bhor Bhayi - Shreya Ghoshal,,Ustad Bade Ghulam Ali Khan and Gujri Todi
aaaaa
Bhor bhayeee Tori baat takat piya
Bhor bhayeee Tori baat takat piya
Naina alsaaye ne bhaye
Sagari rain ka Jaage
Bhor bhayeee Tori baat takat piya
Baat takat piya
Sautan ki bhag jaage
Bhor bhayeee Tori baat takat piya
Bhor bhayeee Tori baat takat piya
Hum san mukh ki badiya
Karat savar tori basak
sautan ki bhag jaage
Bhor bhayeee Tori baat takat piya
Bhor bhayeee Tori baat takat piya
aaa aaa a
Bhor bhayeee Tori baat takat piya
Sautan piya
aa aa a
Bhor bhayeee Tori baat takat piya
Takat piya
Re bhai re
aaaa a
bhor bhayeee Tori
Bhor bhayeee Tori baat takat piya
Bhor bhayeee Tori baat takat piya
Naina alsaaye ne bhaye
Sagari rain ka Jaage
Bhor bhayeee Tori baat takat piya
Bhor bhayeee Tori baat takat piya
Naina alsaaye ne bhaye
Sagari rain ka Jaage
Bhor bhayeee Tori
Bhor bhayeee Tori
Bhor bhayeee Tori baat takat piya
Delhi 6 - Blaaze, Benny Dayal, Vivinenne Pocha, Tanvi, Claire
Yeh Dilli Hai Mere Yaar
Bas Ishq Mohabbat Pyaar
Basti Hai Mastano Ki Dilli
Dilli
Gali Hai Deewano Ki Dilli 6 (2)
Imagine l'eclat d'un paysage qui te submerge
Pas a pas, tu penetres dans cette athmoshphere
Tel une sphere qui t aspires ,toi tu regardes qui t inspires
Olameno we know say Dilli Dilli
Olameno we know say Dilli 6
Basti Hai Mastano Ki Dilli
Dilli
Gali Hai Deewano Ki Dilli 6
Bada Kas Ke Gale Lagata Hai
Dhadkan Ki Dhoom Sunata Hai
Iske Baye Taraf Bhi Dil Hai
Iske Daye Taraf Bhi Dil Hai
Yeh Sehar Nahi Mehfil Hai
Yeh Sehar Nahi Mehfil Hai
Yeh Dilli Hai Mere Yaar
Bas Ishq Mohabbat Pyaar
Delhi 6 Delhi
Delhi 6 Delhi
Kabhi Pyaar Mein Gali Bhi Deta
Kabhi Gali Mein Pyaar Bhi Hota Hai Apni
Kabhi Pyaar Mein Gali Bhi Deta
Kabhi Gali Mein Pyaar Bhi Hota Hai Apni
Ankhon Ki Tara Bhi Yahan Pyaar Mein Bilkul Khota Hai
Olameno we know say Dilli Dilli
Olameno we know say Dilli 6
Basti Hai Mastano Ki Dilli
Dilli
Gali Hai Deewano Ki Dilli 6
Imagine l'eclat d'un paysage qui te submerge
Pas a pas, tu penetres dans cette athmoshphere
Tel une sphere qui t aspires ,toi tu regardes qui t inspires
[yeh Delhi Hai
Yeh Delhi Hai
Yeh Delhi Hai Mere Yaar]4
Yeh dilli hai mere yaar
Au bord de la faille abdominale
Bas ishq mohabbat pyaar
La vie se glisse entre des mailes
Yeh Dilli Hai Mere Yaar
Bas Ishq Mohabbat Pyaar
Basti Hai Mastano Ki Dilli
Dilli
Gali Hai Deewano Ki Dilli 6
Basti Hai Mastano Ki Dilli
Dilli
Gali Hai Deewano Ki Dilli 6
Yeh Delhi Hai Mere Yaar
Bas Ishq Mohabbat Pyaar
Yeh Delhi Hai Mere Yaar
Bas Ishq Mohabbat Pyaar
Genda Phool - Rekha Bharadwaj, Shraddha Pandit, Sujata Majumdar | music by : AR Rahman,Rajat Dholakia
heyyyyyy heyyyy
Oye hoye hoye
oye hoye hoye
oye hoye hoye
...
Saiyan ched deve
Nanand chuti leve
Sasural genda phool
Saas gaari deve
Devar saamjha deve
Sasural Genda phool
Chooda babul ka angana
Bhave dera piya ka
Saas gaari deve
Devar ji saamjha deve
Sasural Genda phool
Saiyan hai vyapaari
Chale hai pardesh
Suratiya nihaarun
Jiyara bhari hoye
Sasural Genda phool
Saas gaari deve
Devar ji saamjha deve
Sasural Genda phool
Saiyan ched deve
Nanand chuti leve
Sasural genda phool
Chooda babul ka angana
Bhave dera piya ka hooo
full shirt pahene
Khayike Beda Paan
Pure raipur se alag hai
Saiyan ji ki shaan
Sasural Genda phool
Saiyan ched deve
Nanand chuti leve
Sasural genda phool
Saas gaari deve
Devar ji saamjha deve
Sasural Genda phool
Chooda babul ka angana
Bhave dera piya ka hooo
Oye hoye hoye
oye hoye hoye
oye hoye hoye
Oye hoye hoye
oye hoye hoye
oye hoye hoye
Aarti (Tumre Bhavan Mein) - Rekha Bharadwaj, Kishori Gowariker, Shraddha Pandit, Sujata Majumdar
Tumre Bhavan Mein, Jot Jaage
Jot Jaage Mere Paap Bhaage
Anand Mangal Hoo Meri Amba
Brahma Ji Ved Jappa, Hai Teri Dware Maiyaa
Bhahma Ji Vey Amba, Hey Maata Dware Jaawa
Brahma Ji Ved Jappa, Hain Tere Dware
(Shankar Dhyaan Lagaye, Maiyaa Ke Dware) - 2
Shankar Dhyaan Lagaye Amba
Tumre Bhavan Mein, Jot Jaage
Jot Jaage Mere Paap Bhaage
Anand Mangal Hoo Meri Amba
Narad Girdhar Khade Tere Dwaare Maaya
Narad Hey Meri Amba, Narad Dware Jaawa
Narad Girdhar Khade Tere Dwaare
Kaanoor Bin Bajave Maiyya Ke Dwaare
Kaanoor Bin Bajave Mere Maa Ke Dwaare
Kaanoor Bin Bajave Amba, Tumre Bhavan Mein
Hmmm Hmmmm Hmmmm.........
Keywords/Tags :