UU - Diwali Special : Hindu Devotional tracks by ar rahman!

Happy Diwali to all rahmaniacs! Here are some Hindu Devotional Songs by ar rahman.


O Paalanhaare
film : Lagaan
Year : 2002
Singers : Lata Mangeshkar,Udit Narayan and Srinivas


Download


Youtube Video





Lyrics


O paalanhaare, nirgun aur nyaare - 2
Tumre bin hamra kaunon naahin
Humri uljhan suljhaao bhagwan
Tumre bin hamra kaunon naahin
Tumhe humka ho sambhaale
Tumhe hamre rakhwaale
Tumre bin hamra kaunon naahin


--CHORUS--
Tumre bin hamra kaunon naahin


--FEMALE--
Tumre bin hamra kaunon naahin


Chanda mein tumhe to bhare ho chaandni
Sooraj mein ujaala tumhe se
Yeh gagan hai magan, tumhe to diye ho isse taare
Bhagwan, yeh jeevan tumhe na sanwaaroge
To kya koi sanwaare
O paalanhaare, nirgun aur nyaare
Tumre bin hamra kaunon naahin - 2


--MALE--
Jo suno to kahe Prabhuji hamri hai binti
Dukhi jan ko dheeraj do
Haare nahin voh kabhi dukh se
Tum nirbal ko raksha do
Reh paaye nirbal sukh se
Bhakti ko shakti do


--CHORUS--
Bhakti ko shakti do


--MALE--
Jag ke jo swami ho, itni to araj suno
Hai path mein andhiyaare
Dedo vardaan mein ujiyaare


--CHORUS--
(O paalanhaare, nirgun aur nyaare
Tumre bin hamra kaunon naahin
Humri uljhan suljhaao bhagwan
Tumre bin hamra kaunon naahin) - 3


-------------------------------------------------------------------












Radha Kaise na jale
ilm : Lagaan
Year : 2002
Singers : Ash Bonsle,Vaishali,Udit Narayan and Srinivas


Download


Youtube Video





Lyrics


-FEMALE--
Madhuban mein jo Kanhaiya kisi gopi se mile
Kabhi muskaaye, kabhi chhede, kabhi baat kare
Radha kaise na jale, Radha kaise na jale
Aag tan mann mein lage
Radha kaise na jale, Radha kaise na jale


--MALE--
Madhuban mein bhale Kaanha kisi gopi se mile
Mann mein to Radha ke hi prem ke hain phool khile
Kis liye Radha jale, kis liye Radha jale
Bina soche samjhe
Kis liye Radha jale, kis liye Radha jale


(O, gopiyaan taarein hain, chaand hai Radha
Phir kyoon hai usko biswaas aadha) - 2


--FEMALE--
Kaanhaji ka jo sadaa idhar udhar dhyaan rahe
Radha bechaari ko phir apne pe kya maan rahe


--MALE--
Gopiyaan aani jaani hain, Radha to mann ki rani hai - 2
Saanjh sakhaare, Jamna kinaare
Radha Radha hi Kaanha pukaare


--FEMALE--
Oye hoye, oye hoye
Baahon ke haar jo daale koi Kaanha ke gale
Radha kaise na jale, Radha kaise na jale
Aag tan mann mein lage
Radha kaise na jale, Radha kaise na jale


Mann mein hai Radhe ko Kaanha jo basaaye
To Kaanha kaahe ko usse na bataaye


--MALE--
Prem ki apni alag boli, alag bhaasa hai
Baat nainon se ho Kaanha ki yahi aasa hai


--FEMALE--
(Kaanha ke yeh jo naina hain
Chheene gopiyon ke chaina hain) - 2
Mili najariya, hui baawariya
Gori gori si koi gujariya


--MALE--
Kaanha ka pyaar kisi gopi ke mann mein jo pale
Kis liye Radha jale, Radha jale, Radha jale


--FEMALE--
Radha kaise na jale


--MALE--
Kis liye Radha jale


--FEMALE--
Radha kaise na jale


--MALE--
Kis liye Radha jale, kis liye Radha jale


--FEMALE--
Radha kaise na jale


--MALE--
Kis liye Radha jale, kis liye Radha jale


--FEMALE 2--
Aah, aah, aah, aah...


--FEMALE--
Radha kaise na jale - 3








-------------------------------------------------------------------








Baba Yoga
Film : Baba
Year : 2002
Singer : Srinivas


Download






-------------------------------------------------------------------




Sakthi Kodu
Film : Baba
Year : 2002
Singer : Karthik


Download


Youtube Videos







-------------------------------------------------------------------






Ganesha Beats
Album : Bombay Dreams
Year : 2002
Artist : Sivamani


Download




-------------------------------------------------------------------




Durga Puja Instrumental


Film : Netaji Subash Chandra BOSE
Year : 2005


Download








-------------------------------------------------------------------




Pal Pal Hai Baari
Film : Swades
Year : 2005
Singers : Madhushree, Vijay Prakash, Ashutosh Gowariker


Download
Download Flute Version


Youtube Video





Lyrics


Madhushree:
Aa…aa…


Madhushree:
Pal pal hai bhaari woh bipta haiyaai
Mohe bachaane ab aao raghu-raayi
Aao raghuveer aao, raghupati raam aao
More mann ke swaami, more shri raam aao
Raam raam japti hoon, sun lo meri raam aao
Raam raam jhapti hoon, sun lo meri raam ji
Baje satya ka danka, jale paap ki lanka
Issi shan tum aao, mukt karaao
Sun bhi lo ab meri duhaai
Pal pal hai bhaari woh bipta haiyaai
Mohe bachaane ab aao raghu-raayi


Vijay & Ashutosh:
Raam ko bhoolo ye dekho raavan aaya hai
Phaili saari shristi par jiski chhaaya hai
Jo jagti ho raam raam tum kyun leti ho
Raam naam tum
Raam raam ka ratan jo tumne hai lagaaya, sita
Sita tumne hai raam mein aisa kya gun paaya


Madhushree:
Dil paayega unke gun ko ye kya, itne shabd hi kahaan hai
Pahonchega us shikhari ke kaun bhala mere raamji jahaan hai
Jag mein sab se uttam hai, mariyaada purushottam hai
Sab se shakti-shaali hai, phir bhi rakhte sayam hai par
Unke sayam ki ab aane ko hai seema
Raavan samay hai, maang le kshama


All:
Baje satya ka danka, jale paap ki lanka
Aaye raaja raam kare ham pranaam
Sang laaye lakshman jaisa bhaai


Madhushree:
Pal pal hai bhaari woh bipta haiyaai
Mohe bachaane ab aao raghu-raayi


Vijay:
Raam mein shakti agar hai, raam mein saahas hai jo
Kyun hain aaye abhi tak, woh tumhaari rakhsha ko
In aparharan karne mein, bhagti nahin ho tum yahaan
Ye bataao woh tumhaare raam hai is pal kahaan


Madhushree:
Raam hriday hai mein mere, raam bhi dhadhkan mein hai
Raam mere aatma mein, raam hi jeevan mein hai
Raam har pal mein hai mere, raam hai har swaas mein
Raam har aasha mein meri, raam hi har aas mein


Vijay:
Ho..raam hi toh karuna mein hai, shaanti mein raam hai
Raam hi hai ekta mein, pragati mein raam hai
Raam bas bhakton nahin shatru ke beech chintan hai
Dekh taj ke paap raavan, raam tere mann mein hai
Raam tere mann mein hai, raam mere mann mein hai -2
Raam toh ghar ghar mein har, raam har aangan mein hai
Mannse raavan jo nikaale, raam uske mann mein hai -2


All:
Ho…aa…ho…aa…ho…ho…ho…


Madhushree:
Pal pal hai bhaari woh bipta haiyaai
Mohe bachaane ab aao raghu-raayi


All:
Suno raamji aaye, gun raam ke gaaye
Raaja raamchandra aaye, shri raamchandra aaye
Raamji aaye, gun raam ke gaaye
Shri raamchandra aaye ho…


All:
Suno raamji aaye, gun raam ke gaaye
Raaja raamchandra aaye, shri raamchandra aaye
Raamji aaye, gun raam ke gaaye
Shri raamchandra aaye ho…










-------------------------------------------------------------------






Deepaavali
Film : Godfather
Year : 2006
Singer : Kalpana, Sonu Kakar, Leon, James, Peer Mohammad


Download


Youtube Videos









-------------------------------------------------------------------




Vaishnava
Film : Water
Year : 2005
Singer : Sadhana sargam


Youtube Videos











-------------------------------------------------------------------




It Onkar
Film : Rang De Basanti
Year : 2006


Download


Yotube Videos